adsense

Breaking News
Showing posts with label Telenor. Show all posts
Showing posts with label Telenor. Show all posts

Sunday, June 22, 2014

Djuice 3g setting - Djuice Internet setting ka tarika

GPRS internet 3G setting kay liye ap kay pass cell phone ka hona zaroori hai.
3G kay liye ap kay pass Android ya Touch screen mobile ka hona zaroori hai ya wo cell phone jin kay front par camera ho.

Internet/GPRS setting for Telenor Djuice

Menu > setting or system setting > wireless & networks > mobile networks > access point names

Agar Access point pay koi option nazar nahi aa raha to Menu key press karne se NEW APN ka option nazar aye ga Kuch mobile main NEW APN Center kay button se press karne se Nazar ata hai , aur Kuch mobile main Right side kay button se press karne se NEW APN nazar ata hai.

Is kay bad in option ko dhoondain aur in main aise he likhain jaisa neechy likha gaya hai

Name: Telenor
APN: internet
Proxy: 172.018.019.011
Port: 0 (or 8080)
Username: Telenor (case-sensitive)
Password: Telenor (case-sensitive)
MCC: 410 
MNC: 06

setting save kar lain aur apna cell phone restart kar lain.

Read More

Telenor 3g setting - Telenor internet setting ka tarika

Easy Paisa How to use - Easy Paisa ka istamal

Telenor daita hai ap ko easy paisa ki sahulat, Ab ap pakistan main kisi be shehar(city) main aik jaga se dosri jaga paise bheaj saktey hain.

Is kay liye ap kay pass Telenor Sim , Connection ya Registration ka hona zaroori nahi.Ye sahulat ap bina Telenor kay connection , Sim ya kisi be Registration kay hasil kar saktey hain ..

How to use Easy paisa service?
Easy paisa istamaal karne ka tarika?

Tarika Agar ap pakistan main kisi ko paise bheajna chahtey hain to sab se pehly ap ko Easypaisa shop dhoondni hogi, Har shaher (city) main buhat si shops moujood hain.Ap kisi be Easy paisa shop par jayain aur di gai hadaayat ko parhain.
Apnay sath apna Nadra ka CNIC (Identity card) (shankti card) Zaroor lay kar jayain sath main us ki ek photocopy bhi honi lazmi hai.

              Jo Raqam (Money) Bheajni hai wo be apnay Hamrah sath main laayain

              Jis ki taraf paise baijnay hain us ka Nadra ka (ID card) (Shanakti Card) (Identity Card) Number be sath main likh kar laayain

              Apna mobile number aur jis ki taraf paise bheajnay hain us ka mobile number

              Paise bheajtey waqt Dukan daar ap se 5 lazoon par mushtamil khoofia code (secret code) bataye ga aur yahi code ap ko us ko batana hoga jis ki taraf paise bheajay jaa rahy hain

              Paise Bheajay waly aur Paise lainay walon ko un kay mobile par tasdeek (confirmation) ka sms mousool ho jaye ga

              Jab Tasdeek ka sms ap ko mil jaye to jis ki taraf paise bheajay hain us ko bataye jaye kay wo apnay shaher (city) ki kisi be Easy paisa shop se us Raqam (money) ko hasil kar lay

              Paise Lainay wala Apna (ID Card) (shankhti card) aur us ki photocopy apny sath laita jaye

              Jab Paise lainay wala Easy paisa Dukan (shop) par jaye to us ko 5 lafzoon par Mushtamil code us Dukandaar ko batana hoga jo apnay paise lainay waly ko bataya tha

Read More

Telenor balance check

Type *444# and press call button.
Apne mobile keypad se Likhain *444# aur call ka button Dabain
Read More

Popular Posts

© Breaking News World All rights reserved | Designed By Seo Blogger Templates Published.. Blogger Templates